Friday, July 18, 2008

TOTAL NONSENSE SERIES

Jee karta hai ki teri nili nili aankhon main dub jaoon
Jee karta hai ki teree nili nili aankhon main dub jaoon
Splash !

Yeh aankhen hai ya neeli jheel?
Yeh aankhen hai ya neeli jheel?
So? What's the big deal?

Dharti so rahi hai,Aasman so raha hai
Dharti so rahi hai,Aasman so raha hai
Nonsense! yeh sab kya ho raha hai?

Dharti, taarey, pahaad, pathar
Dharti, taarey, pahaad, pathar......
Ekhathar, bahathar, chauhathar !(trihathar
is on leave )

Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain
Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain......
Bilkul jaise kal chamak rahe the...(wah wah)

kabhi kabhi mere dil mein khayal aata
haikabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai ....
ke kyon kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai??

No comments: